Table of Contents:
101.
अगर मंज़िल हासिल ना हो तो,
रास्ते बदलो मत, रास्ते बनाओ।
Agar Manzil Haasil Na Ho To,
Raaste Badlo Mat, Raaste Banao.
102.
मंज़िल मिले या ना मिले ये मुक़द्दर की बात है,
हम कोशिश भी ना करें ये गलत बात है।
Manzil Mile Ya Na Mile Ye Muqaddar Ki Baat Hai,
Hum Koshish Bhi Na Karein Ye Galat Baat Hai.
103.
सीढ़ियां उन्हें मुबारक हो, जिन्हे सिर्फ छत तक जाना है,
मेरी मंज़िल तो आसमान है, रास्ता मुझे खुद बनाना है।
Sidiyan Unhe Mubarak Ho, Jinhe Sirf Chhat Tak Jaana Hai,
Meri Manzil To Aasmaan Hai, Raasta Mujhe Khud Banana Hai.
104.
मुश्किलों से कह दो उलझा ना करे हमसे,
हर हालात में जीने का हुनर आता है हमें।
Mushkilon Se Kah Do Uljha Na Kare Humse,
Har Halaat Mein Jine Ka Hunar Aata Hai Humein.
105.
इतना मुश्किल भी नहीं उतना आसान भी नहीं,
तुझे चलना है अकेले क्युकी तेरे साथ कोई नहीं।
Itna Mushkil Bhi Nahin Utna Aasaan Bhi Nahin,
Tujhe Chalna Hai Akele Kyuki Tere Saath Koi Nahin.
106.
यहां बिकता है सबकुछ जरा रहना संभलकर,
लोग हवाओ को भी बेच देते हैं गुब्बारों में डालकर।
Yahaan Bikta Hai Sabakuch Jara Rahana Sambhalakar,
Log Hawao Ko Bhi Bech Dete Hain Gubbaaron Mein Daalkar.
107.
हज़ारों उलझने राहों में और कोशिशें बेहिसाब,
इसी का नाम ज़िन्दगी है चलते रहिये जनाब।
Hazaaron Uljhane Raahon Mein Aur Koshishein Behisaab,
Issi Ka Naam Zindagi Hai Chalte Rahiye Janaab.
108.
ज़िन्दगी जब देती है तो एहसान नहीं करती,
और जब लेती है तो लिहाज़ नहीं करती।
Zindagi Jab Deti Hai To Ehsaan Nahin Karti,
Aur Jab Leti Hai To Lihaaz Nahin Karti.
109.
जंग में कागजी अफरात से क्या होता है,
हिम्मतें लड़ती हैं, तादाद से क्या होता है।
Jang Mein Kagzi Afraat Se Kya Hota Hai,
Himmatein Larti Hain, Tadaad Se Kya Hota Hai.
110.
पंख ही काफी नहीं हैं आसमानों के लिए,
हौसला भी चाहिए ऊँची उड़ानों के लिए।
Pankh Hi Kaafi Nahin Hain Aasamaanon Ke Liye,
Hausla Bhi Chaahiye Unchi Udaano Ke Liye.
111.
जो खैरात में मिलती कामयाबी तो हर शख्स कामयाब होता,
फिर कदर न होती किसी हुनर की और न ही कोई शख्स लाजवाब होता।
Jo Khairaat Mein Milti Kamyabi To Har Shakhs Kamyab Hota,
Fir Kadar Na Hoti Kisi Hunar Ki Aur Na Hi Koi Shakhs Lajawab Hota.
112.
अमीर इतना बनो की कितनी भी कीमती चीज को जब चाहो तब खरीद सको,
और कीमती इतना बनो की इस दुनिया का कोई अमीर से अमीर भी आपको खरीद ना सके।
Ameer Itna Bano Ki Kitni Bhi Kimti Cheej Ko Jab Chaaho Tab Kharid Sako,
Aur Kimti Itna Bano Ki Is Duniya Ka Koi Ameer Se Ameer Bhi Aapko Kharid Na Sake.
113.
शोर गुल मचाने से नाम नहीं बनता,
काम ऐसा करो की खामोशी भी अखबारों में छप जाए।
Shor Gul Machaane Se Naam Nahin Banta,
Kaam Aisa Karo Ki Khaamoshi Bhi Akhabaaron Mein Chhap Jae.
114.
आंखे कितनी भी छोटी क्यों ना हो,
ताकत तो उसमे सारा आसमान देखने की होती है।
Aankhe Kitni Bhi Chhoti Kyu Na Ho,
Taakat To Usme Saara Aasmaan Dekhne Ki Hoti Hai.
115.
आये हो निभाने को जब किरदार ज़मीन पर,
कुछ ऐसा कर चलो कि ज़माना मिसाल दे।
Aaye Ho Nibhaane Ko Jab Kirdaar Zameen Par,
Kuch Aisa Kar Chalo Ke Zamana Misaal De.
‘Waqt’ Inspirational Shayari
116.
जो इस वक़्त मुस्कुरा रहा है, कभी उसे दर्द ने पाला होगा,
और जो इस वक़्त चल रहा, उसके पैर में ज़रूर छाला होगा।
बिना मेहनत के कोई भी चमक नहीं सकता,
जो दिया जल रहा है उसी से ही तो उजाला होगा।
Jo Is Waqt Muskura Raha Hai, Kabhi Use Dard Ne Paala Hoga.
Aur Jo Is Waqt Chal Raha, Uske Pair Mein Zaroor Chhaala Hoga.
Bina Mehnat Ke Koi Bhi Chamak Nahi Sakta,
Jo Diya Jal Raha Hai Usi Se Hi To Ujaala Hoga.
117.
लड़खड़ाया है जीतना वो संभल जाएगा,
वक़्त आने पे वो भी जाहिर बदल जाएगा,
आज कहते हो ये क्या-क्या लिखते हो तुम,
देखना ज़माना मेरे गीत जब कल गायेगा।
Ladkhadaaya Hai Jeetna Wo Sambhal Jaayega,
Waqt Aane Pe Wo Bhi Jaahir Badal Jaayega,
Aaj Kahte Ho Ye Kya-Kya Likhte Ho Tum,
Dekhna Jamaana Mere Geet Jab Kal Gaayega.
118.
वक़्त बदलने में वक़्त लगता है,
पर वक़्त के साथ वक़्त भी बदल ही जाता है।
जो निरंतर करता है कड़ा परिश्रम,
वो हर अंधकार को चीर कर उजालों में आता है।
Waqt Badalne Mein Waqt Lagata Hai,
Par Waqt Ke Saath Waqt Bhi Badal Hi Jaata Hai.
Jo Nirantar Karta Hai Kada Parishram,
Wo Har Andhakaar Ko Cheer Kar Ujaalon Mein Aata Hai.
119.
जो हो गया उसे सोचा नहीं करते,
जो मिल गया उसे खोया नहीं करते,
हासिल उन्हें होती है “सफलता”
जो वक़्त और हालात पर रोया नहीं करते।
Jo Ho Gaya Use Socha Nahin Karte,
Jo Mil Gaya Use Khoya Nahin Karte,
Haasil Unhe Hotee Hai “Safalta”
Jo Waqt Aur Halaat Par Roya Nahin Karte.
120.
ज़िन्दगी ज़ख्मो से भरी है,
वक़्त को मलहम बनाना सिख लो।
हारना तो है मौत के सामने,
फ़िलहाल ज़िंदगी से जितना सिख लो।
Zindagi Zakhmo Se Bhari Hai,
Waqt Ko Malham Banana Sikh Lo.
Harna To Hai Maut Ke Samne,
Filhal Zindgi Se Jeetna Sikh Lo.